विशेष - Jai Shree Ram

Dugra Pooja

  • Home    >
  • General Pooja
vastu_img

Dugra Pooja

Durga Puja, also called Durgotsava, is an annual Hindu festival originating in the Indian subcontinent which reveres and pays homage to the Hindu goddess, Durga.

Jagat janni, Adishakti maa Durga Devi Sanatan dharm me sarvmaanya Devi hain. Jab bhi Devtaon par Mahisasur,Madhu kaitabh aadi daanvon ne aakrman kiya hai tab dev pojya maa aadisakti durga ji ne hi KAALI,CHANDI Aadi ka roop dhaarn karke doost raakshson ka vadh kiya hai aur devtaon ko abhaya daan diya hai. Paraambaa Maa durga ji ki pooja karne wale bhakton par bhi jab jab koi paresaani aai hai to Maa jagdambika ne apne bhakton ke kaston ko door kiya hai. 

"Yam yam chintyate kaamh tam tam prapnoti nischitam" 

ke anusaar ma durga ki upaasnaa jo bhakt shardha bhakti se jis bhi vastu ki abhilaashaa se karta hai- thode se parishram se hi uski ichaa avasya poori hoti hai.